free download Yaad Teri Aati Hai From Aa Gale Lag Jaa 1994


Song Lyrics Title : Yaad Teri Aati Hai
Song Lyrics Movie : Aa Gale Lag Jaa 1994
Singers : Kumar Sanu
Song Lyricists : Anwar Sagar
Music Composer : Anu Malik
Director : Hamid Ali Khan
Starring : Jugal Hansraj, Urmila Matondkar,
Paresh Rawal, Ashok Saraf, Ranjeet


mp3 songs


Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
Mausam aaye, mausam jaaye
Mausam aaye, mausam jaaye tu kyun nahi aati hai
Tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
Ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

Aake mujhako batalaa de, aakhir kya majburi hai
Tere mere bich mein kis liye yeh duri hai
Lekar tera naam sanam, kar dunga badnaam sanam
Ru jahaan bhi jaayegi, bewafa kehlaayegi
Aaja meri jindagi, kar na mujhase berukhi
Mausam aaye, mausam jaaye
Mausam aaye, mausam jaaye tu kyun nahi aati hai
Tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
Ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

Bin tere suni suni lagati hai yeh jindagi
O apane saath le gayi tu meri har khushi
Dekh meri jaaneman mera yeh deewaanapan
Had se gujar jaayega, aashiq tera mar jaayega
Aaj mujhe maalum huwa, jhuti hai tu dilruba
Mausam aaye, mausam jaaye
Mausam aaye, mausam jaaye tu kyun nahi aati hai
Tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
Ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai..


Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Yaad Teri Aati Hai songs download

Recent Tag : Free Yaad Teri Aati Hai songs download, Yaad Teri Aati Hai mp3 song free download, online play Yaad Teri Aati Hai mp3 song, Yaad Teri Aati Hai lyrics, Yaad Teri Aati Hai from Aa Gale Lag Jaa 1994