free download Gham ka khazana From Sajda 1991


Song Lyrics Title : Gham ka khazana
Song Lyrics Movie : Album/ Sajda 1991
Music Director: Jagjit Singh
Singer: Jagjit Singh & Lata Mangeshkar


mp3 songs

Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi... (2)

Yeh nazarana tera bhi hai mera bhi

Apne gham ka geet bana kar gaa lena... (2)
Raag puraana tera bhi hai mera bhi... (2)
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya

Tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya

Dil deewana tera bhi hai mera bhi

Dil deewana tera bhi hai mera bhi

Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Shahar mein galiyon galiyon jiska charcha hai... (2)
Woh afsaana tera bhi hai mera bhi

Maikhane ki baat na kar waiz mujhse... (2)
Aana jaana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Yeh nazarana tera bhi hai mera bhi

Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Posted by: {Anju}


lowerbanner

Free Gham ka khazana songs download

Recent Tag : Free Gham ka khazana songs download, Gham ka khazana mp3 song free download, online play Gham ka khazana mp3 song, Gham ka khazana lyrics, Gham ka khazana from Sajda 1991