free download Diwaali Ki Raat Piya From Amar Kahani 1946


Song lyrics title: Diwaali Ki Raat Piya
song lyrics movie/album: Amar Kahani
singer : suraiya


song lyrics

(diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain
sajan Ghar Aane Waale Hain
balam Ghar Aane Waale Hain) - 2

(jhum-jhum Kar Diye Ki Baati
mere Dil Ko Kare Ishaara) - 2
(jaan Gayi Main Aane Waala
hai Tera Saajan Pyaara) - 2

diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain
sajan Ghar Aane Waale Hain
balam Ghar Aane Waale Hain

(jin Galiyon Se Aaye Balamawa
un Galiyon Mein Nain Bichhaayuun
(qadam-qadam Par Aashaaon Ke
deep Jalaati Jaayuun) - 2

diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain
sajan Ghar Aane Waale Hain
balam Ghar Aane Waale Hain

(aaj Raat Aankhon-aankhon Mein
kah Dungi Sab Dil Ki Baatein) - 2
(roz-roz Kab Aati Hain Ye
madur Milan Ki Raatein) - 2

(diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain
sajan Ghar Aane Waale Hain
balam Ghar Aane Waale Hain) - 2


lowerbanner

Free Diwaali Ki Raat Piya songs download

Recent Tag : Free Diwaali Ki Raat Piya songs download, Diwaali Ki Raat Piya mp3 song free download, online play Diwaali Ki Raat Piya mp3 song, Diwaali Ki Raat Piya lyrics, Diwaali Ki Raat Piya from Amar Kahani 1946