free download Suhana safar aur yeh From Madhumati 1958


song lyrics title : Suhana safar aur yeh mausam haseen
song lyrics movie/album : Madhumati (1958)


song lyrics

Suhana safar aur yeh mausam haseen -2
Humein darr hai hum kho na jaaye kahin
Suhana safar..

(Yeh kaun hansta hai phoolon mein chhupkar
Bahar bechain hai jiski dhun par) -2
Kahin gungun, kahin runjhun
Ki jaise nache zameen
Suhana safar...

(Yeh gori nadiyon ka chalna uchhalkar
Ki jaise allhad chale pi se milkar) -2
Pyare pyare yeh nazare nisar hai har kahin
Suhana safar...

Ho ho ho ...
(Woh aasman jhuk raha hai zameen par
Yeh milan humne dekha yahin par) -2
Meri duniya, mere sapne milenge shaayad yahin
Suhana safar...


lowerbanner

Free Suhana safar aur yeh songs download

Recent Tag : Free Suhana safar aur yeh songs download, Suhana safar aur yeh mp3 song free download, online play Suhana safar aur yeh mp3 song, Suhana safar aur yeh lyrics, Suhana safar aur yeh from Madhumati 1958