free download Aadmi Musafir Hai From Apnapan 1977


    Song Lyrics: Adami Musafir Hai
Song Lyrics Movie or Album: Apnapan 1977
Singer(s): Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Music Director(s): Laxmikant Pyarelal
Lyricist(s): Anand Bakshi

Lyrics

adami musafir hai, aata hai, jata hai
aate jate raste me yade chhod jata hai

jhonka hawa kaa pani kaa rela
mele me rah jayey jo akela
phir woh akela hee rah jata hai

kab chhodata hai yeh rog jee ko
dil bhul jata hain jab kisi ko
woh bhulakar bhi yad aata hai

kya sath laye kya tod aaye
raste me ham kya kya chhod aaye
manjil pe ja ke yad aata hai

jab dolati hai, jiwan kee naiyya
koyi toh ban jata hain khiwayya
koyi kinare pe hee dub jata hai


lowerbanner

Free Aadmi Musafir Hai songs download

Recent Tag : Free Aadmi Musafir Hai songs download, Aadmi Musafir Hai mp3 song free download, online play Aadmi Musafir Hai mp3 song, Aadmi Musafir Hai lyrics, Aadmi Musafir Hai from Apnapan 1977