free download Tumhare Bin Guzare Hain From Atmaram 1979


Song Lyrics: Tumhare Bin Gujare Hain Kayi Din
Song Lyrics Movie or Album: Atmaram 1979
Singer(s): Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Music Director(s): Shankar-Jaikishan
Lyricist(s): Vishveshwar Sharma


Lyrics


tumhare bin gujare hain kayi din abb na gujrenge
jo dil me aa gayi hai, aaj ham woh kar hi gujrenge
kabar kya thi ke apne bhi sitare aise bigadenge
ke jo puja ke kabil hain, wohi yu rang badlenge

kayi din bad phir yeh saj singar paya hai
nahi malum tha ke aap yu inkar kar denge
tumhare bin gujre.....

tumhe kaise bataye kya hamare sath gujari hai
tumhara kwab tutega agar yah bat kah denge
tumhare bin gujre.....

tumhari ek na manenge karenge aaj man-mani
bahut tarasaya hai tumne, nahi abb aur tarsenge
tumhare bin gujre.....

sataya toh nahi karte kabhi kismat ke maro ko
kisi ki jan jayegi kisi ke araman nikalenge
tumhare bin gujre.....

manaya tumako kitni bar lekin tum nahi mane
to majbur ho kar ham shararat par bhi utarenge
tumhare bin gujre.....

hakikat kya hai yeh pehle bata dete to achchha tha
khud apne jal se ham na jane kaise niklenge
tumhare bin gujre.....


Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Tumhare Bin Guzare Hain songs download

Recent Tag : Free Tumhare Bin Guzare Hain songs download, Tumhare Bin Guzare Hain mp3 song free download, online play Tumhare Bin Guzare Hain mp3 song, Tumhare Bin Guzare Hain lyrics, Tumhare Bin Guzare Hain from Atmaram 1979