free download Gustakhiya Hain Betabiya Hain From Aankhen 2002


Song Lyrics : Gustakhiya Hain Betabiya Hain
Song Lyrics Movie or Album: Aankhen (2002)
Singer(s): Aadesh Shrivastava, Vasundara
Music Director(s): Jatin-Lalit, Aadesh Shrivastava
Lyricist(s): Prasun Joshi, Praveen Bharadwaj, Nitin Raikwar

Lyrics

gustakhiya hain, betabiya hain, chayi hain madhoshiya
hosh uda do, sab kuchh bhula do, todo yeh khamoshiyan
yeh dhadkan ki raftar hai, yeh sason ka angar hai
yeh ishq sulagne do zara, yeh chahat ka iqrar hai
jane jan oh jane jan

(aawara arman hai, yeh dil ka ailan hai
jan tujhpe kurban hai, janejan) - 2
ek hulchul si hone lagi, main jannat mein khone lagi
mujhko bahon mein tham lo, phir na rukne ka nam lo
gustakhiya hain, betabiya hain, chayi hain madhoshiya

(deeware sab tod do, mausam ka rukh modh do
har kashti ko chhod do, janejan janejan) - 2
main hu teri aagosh mein, kuchh hosh mein kuchh josh mein
kuchh shole hain kuchh hai jalan, kuchh behke behke hain kadam
gustakhiya hain, betabiya hain, chhayi hain madhoshiya
hasti mita do, masti luta do, chhodo bhi yeh duriya
yeh ishq sulagane do jara, yeh chahat ka iqrar hai
jane jan oh jane jan


lowerbanner

Free Gustakhiya Hain Betabiya Hain songs download

Recent Tag : Free Gustakhiya Hain Betabiya Hain songs download, Gustakhiya Hain Betabiya Hain mp3 song free download, online play Gustakhiya Hain Betabiya Hain mp3 song, Gustakhiya Hain Betabiya Hain lyrics, Gustakhiya Hain Betabiya Hain from Aankhen 2002