|
free download Ek Rab Ambar Pe From Pitaah 2002
|
|
|
Song Lyrics : Ek Rab Ambar Pe Hota Hai Song Lyrics Movie or Album: Pitaah 2002 Singer(s): Udit Narayan Music Director(s): Anand Raj Anand Lyricist(s): Praveen Bhardwaj
Lyrics
ek rab ambar pe hota hai, ek rab dharatee pe hota hai - (2) ambar tak pahuncha kaun -2, hamko nahee pata dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4) ek rab ambar pe hota hai, ek rab dharatee pe hota hai ambar tak pahuncha kaun, hamko nahee pata dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4)
phul sa jiska mann hota hai, aur sina faulad kaa - (2) apana dukh toh woh naa jaane, jaane har dukh aulaad kaa gham sahe woh rah kar maun -2, hamko nahee pata dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4)
sab se pehla dharm hain jiska apana ghar sansaar - (2) sab se phela karm hai jiska apano kaa udhdhaar usake bina ham kaun -2, hamko nahee pata dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4)
jine kaa paigaam diya hai, pitaah ne hamko naam diya hai - (2) hamse khata huvee toh bhee, apne sar par iljaam liya hai unase bada hai kaun -2, hamko nahee pata dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4)
ek rab ambar pe hota hai, ek rab dharatee pe hota hai ambar tak pahuncha kaun -2, hamko nahee pata dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4)
| |
|
|
Free Ek Rab Ambar Pe songs download
Recent Tag : Free Ek Rab Ambar Pe songs download, Ek Rab Ambar Pe mp3 song free download, online play Ek Rab Ambar Pe mp3 song, Ek Rab Ambar Pe lyrics, Ek Rab Ambar Pe from Pitaah 2002