|
free download Ae Sanam Aaj Ye From Jahan Ara 1964
|
|
|
Song Lyrics : Ai Sanam Aaj Yeh Kasam Khaye Song Lyrics Movie or Album: Jahan Ara 1964 Singer(s): Lata Mangeshkar, Talat Mohamed Music Director(s): Madan Mohan Lyricist(s): Rajinder Krishan
Lyrics
ai sanam aaj yeh kasam khaye mudke abb dekhane kaa nam na le pyar kee wadiyo me kho jaye
ai sanam aaj yeh kasam khaye fasale pyar ke mita dale aur duniya se dooriar ho jaye
iss mohobbat ke siwa aur na kuchh yad rahe ishk duniya kee tamannao se aajad rahe teree aakhon ke siwa jindagee aur hain kya teree chahat kaa nasha, bekhudee aur hain kya
jis taraf jaye, baharo ke salam aayenge aasmano se yeh rangin payaam aayenge teraa jalwa hain jaha, meree jannat hain waha tere hotho kee hasin, sau baharo kaa samaan
apna iman fakata, apanee mohabbat hogee har ghadee ishk kee ek taaja kayamat hogee dekhakar range wafa, muskurayega khuda aur sochega jara, ishk kyo paida kiya
| |
|
|
Free Ae Sanam Aaj Ye songs download
Recent Tag : Free Ae Sanam Aaj Ye songs download, Ae Sanam Aaj Ye mp3 song free download, online play Ae Sanam Aaj Ye mp3 song, Ae Sanam Aaj Ye lyrics, Ae Sanam Aaj Ye from Jahan Ara 1964