free download Yaad Me Teri Jaag From Mere Mehboob 1963


Song Lyrics : Yaad Mein Teri Jaag Jaag Ke Hum
Song Lyrics Movie or Album: Mere Mehboob
Singer(s): Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Music Director(s): Naushad
Lyricist(s): Shakeel Badayuni

Lyrics

yaad mein teri jaag jaag ke hum, raatbhar karwate badalate hain
har ghadi dil mein teri ulfat ke dheeme dheeme charaag jalate hain
jabe tune nigaah pheri hai, din hai suna toh raat andheri hai
chaand bhi abb najar nahi aata, abb sitaarein bhi kam nikalate hain
yaad mein teri jaag jaag ke hum, raatbhar karwate badalate hai

loot gayi woh bahaar ki mehfil, chhoot gayi hamse pyaar ki manjil
jindagi ki udaas raaho mein teri yaadon ke saath chalate hain
yaad mein teri jaag jaag ke hum, raatbhar karwate badalate hain

tujhko paakar hame bahaar mili, tujhse chutkar magar yeh baat khuli
baagbaan bhi chaman ke phulon ko, apani pairon se khud masalate hain
yaad mein teri jaag jaag ke hum, raatbhar karwate badalate hain

kya kahe tujhse kyun huyi duri, hum samajhate hai apani majboori
tujhko maalum kya ke tere liye, dil ke ghum aansuo mein dhalate hai
yaad mein teri jaag jaag ke hum, raatbhar karwate badalate hain
har ghadi dil mein teri ulfat ke dheeme dheeme charaag jalate hain


lowerbanner

Free Yaad Me Teri Jaag songs download

Recent Tag : Free Yaad Me Teri Jaag songs download, Yaad Me Teri Jaag mp3 song free download, online play Yaad Me Teri Jaag mp3 song, Yaad Me Teri Jaag lyrics, Yaad Me Teri Jaag from Mere Mehboob 1963