free download Ye Chaman Hamara Apna Hai From Ab Dilli Door Nahin 1957


Song Lyrics : Yeh Chaman Hamara Apna Hai
Song Lyrics Movie or Album: Ab Dilli Door Nahin
Singer(s): Geeta Dutt, Asha Bhosle, Chorus
Music Director(s): Dattaram
Lyricist(s): Shailendra

Lyrics

yeh chaman hamara apna hai, (iss desh pe apna raj hai - 2)
mat kaho ke sar pe topi hai, (kaho sar pe hamare taj hai - 2)
yeh chaman hamara apna hai...........

aati thi ek diwali aa aa aa...
aati thi ek diwali, barso men kabhi khushhali
abb toh har ek var ek tyauhar hai
yeh ubharta sanwarta samaj hai
yeh chaman hamara apna hai...........

aa aa aa aa.........
yeh jan se pyari dharti aa aa aa.....
yeh jan se pyari dharti, dooniya kee dulari dharti
o yeh aman ka diya aandhiyo men jala
sari dooniya ko iss pe naj hai
yeh chaman hamara apna hai...........

ho dekh lo (kahi gam na rahe - 4)
o roshani (kahi gam na rahe - 4)
sare sansar kee aankh ham pe lagi
apane hatho men apani laj hai
yeh chaman hamara apna hai, iss desh pe apna raj hai


lowerbanner

Free Ye Chaman Hamara Apna Hai songs download

Recent Tag : Free Ye Chaman Hamara Apna Hai songs download, Ye Chaman Hamara Apna Hai mp3 song free download, online play Ye Chaman Hamara Apna Hai mp3 song, Ye Chaman Hamara Apna Hai lyrics, Ye Chaman Hamara Apna Hai from Ab Dilli Door Nahin 1957