|
free download Bechainiya Ab ALKA From Mashooka 2005
|
|
|
Song lyrics Title : Bechainiya Ab Satane LagiSong lyrics Movie/Album Name: MASHOOKA Singer(s) : ALKA YAGNIK, BABUL SUPRIYO Lyrics Bechainiyaan ab sataane lagi Har pal teri yaad aane lagi Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina
Tanhaaiyaan gungunaane lagi Har pal teri yaad aane lagi Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina
Jaan meri jaan le lo Yeh tumhaari hai sanam Aa ke dil pe haanth rakh do Beqeraari hai sanam Jaan meri jaan le lo Yeh tumhaari hai sanam Aa ke dil pe haanth rakh do Beqeraari hai sanam
Jab kaha hai jaan tumko Ab kahan hum jaayeinge Dil tumhaara hai humaara Dil mein hi bas jaayeinge Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina
Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina
Dil deewana ho raha hai Haan tumhaare pyaar mein Bekhudi hai ek nasha hai Haan tumhaare pyaar mein Dil deewana ho raha hai Haan tumhaare pyaar mein Bekhudi hai ek nasha hai Haan tumhaare pyaar mein
Chaahe jitna pyaar kar lo Hum yahaan hain tum yahaan Raat par bhi hai jawaani Pyaar ka rangeen sama Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina
Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina
Bechainiyaan ab sataane lagi
Har pal teri yaad aane lagi
Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina
Chain milta nahi mujhko tere bina Din guzarta nahi ab to tere bina
Posted By ; shona bhattacharya
| |
|
|
Free Bechainiya Ab ALKA songs download
Recent Tag : Free Bechainiya Ab ALKA songs download, Bechainiya Ab ALKA mp3 song free download, online play Bechainiya Ab ALKA mp3 song, Bechainiya Ab ALKA lyrics, Bechainiya Ab ALKA from Mashooka 2005