|
free download Aham Brahmasmi Yeh From Kisna 2005
|
|
|
Song lyricsTitle : Aham BrahmasmiSong lyrics Movie/Album Name: KISNA Singer(s) : SUKHWINDER SINGH, ALKA YAGNIK Lyrics Aham Brahmasmi - 3
Mujh mein shiv hain mujh mein brahma Mujh mein Vishnu mujh mein krishna Phir main kahe mandir jaaoon
Dharti ambar parbat sagar Main jit dekhoon usko paaoon Phir mein kaahe mandir jaaoon Mujh mein shiv hain mujh mein brahma Mujh mein Vishnu mujh mein krishna Phir main kahe mandir jaaoon
Dharti ambar parbat sagar Main jit dekhoon usko paaoon Phir mein kaahe mandir ja
Aham Brahmasmi - 4
Yeh srishti uska sapna Har vyakti uska apna Yeh srishti uska sapna Har vyakti uska apna Bhagwaan ko jo paana hai Prem ki hi mala japana Saans saans har dhadkan dhadkan Prem geet hi gaata jaaoon Phir main kahe mandir jaaoon
Sun kar bansi ka lehra Radha tode har pehra Sun kar bansi ka lehra Radha tode har pehra Jamnaji ke paar chali Roke laakh bhavar gehra Radha ne jo roop liya tha Aaj agar main woh apnaaoo Phir main kahemandir jaaoon
Mujh mein shiv hain mujh mein brahma Mujh mein Vishnu mujh mein krishna Phir main kahe mandir jaaoon
Dharti ambar parbat sagar Main jit dekhoon usko paaoon Phir mein kaahe mandir jaaoon
Aham Brahmasmi - 7
| |
|
|
Free Aham Brahmasmi Yeh songs download
Recent Tag : Free Aham Brahmasmi Yeh songs download, Aham Brahmasmi Yeh mp3 song free download, online play Aham Brahmasmi Yeh mp3 song, Aham Brahmasmi Yeh lyrics, Aham Brahmasmi Yeh from Kisna 2005