free download Pyar Kiya To Nibhana From Major Saab 1998




Song: Pyar Kiya Toh Nibhana
Movie or Album: Major Saab
Singer(s): Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Music Director(s): Anand Raj Anand
Lyricist(s): Anand Raj Anand

Lyrics

kehta hai pal pal tumse, hoke dil yeh divana - (2)
ek pal bhee jane jana, mujhse dur nahee jana
pyar kiya toh nibhana - (4)

kehta hai pal pal tumse, hoke dil yeh divana - (2)
ek pal bhee jane jana, mujhse dur nahee jana
pyar kiya toh nibhana - (4)

abb jindagee ka maksad, hai bas tumhara sath
ek bar keh do tum bhee, hatho me le ke hath
o abb jindagee ka maksad, hai bas tumhara sath
lo keh diya tumse, hatho me le ke hath
ham tum tum ham banke rahe ham raj humsafar
shikwa kare na koi, ek duje se umrr bhar
pyar hamara ho aisa ke dekhe yeh jamana
pyar kiya toh nibhana - (4)

kehta hai pal pal tumse, hoke dil yeh divana - (2)
ek pal bhee jane jana, mujhse dur nahee jana
pyar kiya toh nibhana - (4)

(na mai tumhe satau, na tum mujhe satao
mai tumko samajh jau, tum mujhko samajh jao) - (2)
chahat hee puja ho, mann mandir ho janeman
ek duje ke bin, ek pal bhee lagta nahee ho man
phir toh jivan ban jayega, pyar ka tarana
pyar kiya toh nibhana - (4)
kehta hai pal pal tumse, ho ke dil yeh divana - (2)
ek pal bhee jane jana, mujhse dur nahee jana
pyar kiya toh nibhana - (2)

pyar kiya toh nibhana - (2)


lowerbanner

Free Pyar Kiya To Nibhana songs download

Recent Tag : Free Pyar Kiya To Nibhana songs download, Pyar Kiya To Nibhana mp3 song free download, online play Pyar Kiya To Nibhana mp3 song, Pyar Kiya To Nibhana lyrics, Pyar Kiya To Nibhana from Major Saab 1998