|
free download Ghairo pe karam apno From Aankhen 1968
|
|
|
Song Title : Ghairo pe karam Movie/Album Name: Aankhen 1968 Singer(s) : LATA MANGESHKAR
Lyrics:
Ghairo pe karam apno pe sitam, eh jaan-e-wafa ye zulm na kar Rehne de abhi thoda sa bharam, Eh jaan-e-wafa ye zulm na kar ye zulm na kar Ghairo pe karam ...
Ham bhi the tere manzoor-e-nazar, dil chaaha to ab iqraar na kar Sau teer chala seene pe magar, begaano se milkar vaar na kar (2) Be-maut kahi mar jaaye na ham Eh jaan-e-wafa ye zulm na kar ye zulm na kar Ghairo pe karam ...
Ham chaahne waale hain tere, yu hamko jalaana thheek nahi Mehfil mein tamaasha ban jaaye, is darja sataana thheek nahi (2) Mar jaayenge ham, mit jaayenge ham Eh jaan-e-wafa ye zulm na kar ye zulm na kar Ghairo pe karam ...
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Ghairo pe karam apno songs download
Recent Tag : Free Ghairo pe karam apno songs download, Ghairo pe karam apno mp3 song free download, online play Ghairo pe karam apno mp3 song, Ghairo pe karam apno lyrics, Ghairo pe karam apno from Aankhen 1968