|
free download Ye mausam aaya lata From Aakraman 1975
|
|
|
Title : Ye Mausam Aaya Hai Kitane Saalon Mein Movie/Album Name: Aakraman 1975 Singer(s) : KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR
Lyrics:
ye mausam aaya hai kitane saalon mein aaja kho jaayein kwaabon kyaalon mein aaja ki kho jaayein kwaabon kyaalon mein
kaliyon ke chehare nikhar gaye hain phuulon ke sehare bikhare gaye hain sab kushbu bas gayi hai in reshami shabanami baalon mein
aaja kho jaayein kwaabon kyaalon mein aaja ki kho jaayein kwaabon kyaalon mein
aankhon ka milana kuub raha hai ye dil diwaana duub raha hai matawaale nainon ke in nargisi ujaalon mein
aaja kho jaayein kwaabon kyaalon mein aaja ki kho jaayein kwaabon kyaalon mein
kahana nahin tha kahana pada hai pyaar ka jaadu aisa lada hai mera dil na aa jaaye in pyaar ki madabhari chaalon mein
aaja kho jaayein kwaabon kyaalon mein aaja ki kho jaayein kwaabon kyaalon mein
ye mausam aaya hai kitane saalon mein aaja kho jaayein kwaabon kyaalon mein aaja ki kho jaayein kwaabon kyaalon mein...
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Ye mausam aaya lata songs download
Recent Tag : Free Ye mausam aaya lata songs download, Ye mausam aaya lata mp3 song free download, online play Ye mausam aaya lata mp3 song, Ye mausam aaya lata lyrics, Ye mausam aaya lata from Aakraman 1975