Nazaraa raha hai mp3 song free download

free download Nazaraa raha hai From Aitraaz 2004


  Song lyrics Title : Nazar aa raha hai
Song lyrics Movie/Album Name: AITRAAZ
Singer(s) : ALKA YAGNIK, UDIT NARAYAN

 Lyrics
Female Voice:
Hmm…na na na na na…

Alka:
Ho…(nazar aa raha hai, saaf ye
Ham hi ham hai dil mein, aap ke) -2
Faisla…ho hi jaayega, ye wafa sach hai sanam
Ye nahin mera bharam

Udit:
Nazar aa raha hai, saaf ye
Ham hi ham hai dil mein, aap ke
Faisla…ho hi jaayega, ye wafa sach hai sanam
Ye nahin mera bharam

Alka:
Ho…nazar aa raha hai, saaf ye

Alka:
Mujhe abhi dil aap ka
Sirf mere liye hi…dhadakta hai sanam
Tanhaai mein ye raat din
Sirf mere liye hi…tadapta hai sanam
Ye pata chal hi jaayega -2
Ye wafa sach hai sanam
Ye nahin mera bharam

Udit:
Ho…nazar aa raha hai, saaf ye
Ham hi ham hai dil mein, aap ke

Udit:
Tuhi tu hai saaya mera
Chaahke bhi tujhe na…bhool paaun sanam
Teri wafa, teri kasam, thaam lee jab main…
Dagmagaaun sanam
Ye khabar, lag hi jaayegi -2
Ye wafa sach hai sanam
Ye nahin tera bharam
Nazar aa raha hai, saaf ye
Ham hi ham hai dil mein, aap ke
Faisla…ho hi jaayega, ye wafa sach hai sanam
Ye nahin mera bharam



Posted By:- {vikky}


lowerbanner

Free Nazaraa raha hai songs download

Recent Tag : Free Nazaraa raha hai songs download, Nazaraa raha hai mp3 song free download, online play Nazaraa raha hai mp3 song, Nazaraa raha hai lyrics, Nazaraa raha hai from Aitraaz 2004