free download Janam janam ka hai ye From Amar Jyoti 1965


Hindi Song Title : Janam Janam Ka Hai Ye Naata
Hindi Movie : AMAR JYOTI
Singer(s) : ASHA BHOSLE

janam janam ka hai ye naata tera mera saajana
saath kabhi na chhute pyaar kabhi na tute baalama

banake sharmili dulhanen saj-dhajake bahaaren aayengin
mithi-mithi si kushabu se mann ki bagiya mahakaayengin
bas geet yahi duharaayengin, amar rahega pyaar apana

main sarita tu saagar hai main badari tu saavan hai
main chhavi hoon sundar sapanon ki tu aashaaon ka darpan hai
tu maajhi main naiya teri, ye pyaar bana patavaar apana

hai preet madhur si raagini jivan bina ke taar ki
jo dekhi tere nainon mein hai amar vo jyoti pyaar ki
is paar kabhi us paar kabhi, huwa milan sau baar apana


lowerbanner

Free Janam janam ka hai ye songs download

Recent Tag : Free Janam janam ka hai ye songs download, Janam janam ka hai ye mp3 song free download, online play Janam janam ka hai ye mp3 song, Janam janam ka hai ye lyrics, Janam janam ka hai ye from Amar Jyoti 1965