free download Na phoolo ki lata From Saaz Aur Awaz 1966


  Song Lyrics Title : Na Phoolon Ki Duniya
Song Lyrics Movie/Album Name: SAAZ AUR AWAAZ
Singer(s) : LATA MANGESHKAR, CHORUS

Lyrics
aa aa aa 

na phoolon ki duniyaa, na taaron ki duniya
ye hai bas khayaal-e-bahaaron ki duniya .....[LATA]

[na phoolon ki duniyaa, na taaron ki duniya
ye hai bas khayaal-e-bahaaron ki duniya]....[CHORUS]

yahaan mast nazarein ....[LATA]
yahaan mast nazarein .......[CHORUS]
behakne ko tarse....[LATA]
behakne ko tarse......[CHORUS]
[umangon bhare dil dhadakne ko tarse
dhadakne ko tarse....[CHORUS]
[ye hai pyaar ke besahaaron ki duniya

yahaan gam hai laakhon, masarrat nahi hai
tadapne ki lekin ijaazat nahi hai
ye hai ishq ke beqaraaron ki duniya

na phoolon ki duniyaa, na taaron ki duniya
ye hai bas khayaal-e-bahaaron ki duniya] ........[LATA]

aa aa aa

paayaliya baawari baaje].......[LATA]
[paayaliya baawari baaje]...CHORUS
[paayaliya mori jhanan jhanan
jhan jhananan baaje aa aa


paayaliya baawari baaje

aa aa aa

[aaj sakhi more pee ghar aaye, aa aa aa
aaj sakhi more pee ghar aaye]...[2]
dekh-dekh chhab jiyara jaaye
baar baar mora mann lehraaye
paayaliya baawari baaje ... [LATA]

paayaliya mori......[CHORUS]

[paayaliya mori jhanan jhanan
jhan jhananan baaje

paayaliya mori
saat suron ke deep jalaake, aa aa aa
saat suron ke deep jalaake
prem been ki dhun par gaake
aaj naachun main piya ko paake
paayaliya baawari baaje].. ...[LATA]
paayaliya mori......[CHORUS]

mori jhanan jhanan
jhan jhananan baaje]
....[LATA]
paayaliya mori......[CHORUS]

aa aa aa




lowerbanner

Free Na phoolo ki lata songs download

Recent Tag : Free Na phoolo ki lata songs download, Na phoolo ki lata mp3 song free download, online play Na phoolo ki lata mp3 song, Na phoolo ki lata lyrics, Na phoolo ki lata from Saaz Aur Awaz 1966