free download Maine pyaar kiya From Maine Pyar Kiya 1989


Title : Maine Pyaar Kiya
Movie/Album Name: MAINE PYAAR KIYA
Singer(s) : LATA MANGESHKAR & S.P.BALASUBRAHMANYAM

Lyrics:

S.P.BALASUBRAHMANYAM

Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..

Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
CHORUS
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..O.........O.....OH

Pehle pahal jab usay maine dekha
Vo ban gayi meri kismat ki rekha

Khabar kya thi ye baat itni badhegi
Mohaabat mein mahnat bhi karni padegi

Dilwaale mahnat se darte nahin hai
Darte hain vo pyaar karte nahin hai

Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai]
CHORUS
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..

Duniya ki daulat thukra chuka hoon
Zulfon ki chhaaon mein aakar ruka hoon

Ye chhaaon meri hai meri rahegi
Jo main kahoonga vo duniya kahegi

Ye chaand sooraj bhi chhodein chamakna
Mushkil hain mere iraade badalna

Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
CHORUS
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

O..OH..........O
LATA
Main teri dil tera ye jaan teri
Tera mohabbat hai pehchaan meri

Main aaj kehti hoon ye sabke aage
Ek din main keh doongi ye rab ke aage

Tujhko hi bigde banana padega
Bichhde huey dil milana padega

Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O ..
Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
LATA
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
BOTH
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

S.P.BALASUBRAHMANYAM

Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai



lowerbanner

Free Maine pyaar kiya songs download

Recent Tag : Free Maine pyaar kiya songs download, Maine pyaar kiya mp3 song free download, online play Maine pyaar kiya mp3 song, Maine pyaar kiya lyrics, Maine pyaar kiya from Maine Pyar Kiya 1989