free download Jaane Ye Kya Hua From Karthik Calling Karthik 2010


Song lyrics: Jaane Yeh Kya Huwa
Song lyrics Movie or Album: Karthik Calling Karthik
Singer(s) : K.k



song Lyrics

Jaane yeh kya huwa - (2)
hum dono ka yuun milana, aise paas aana
jaane yeh kya huwa - (2)
abb har pal anjaana hai, dekho hona hai aur kya
(jaane kyun lagata hai
dheere se haule se geet koyi dil hai ga raha
jaane kyun lagata hai abb jaise
har lamaha har pal hai muskura raha) - (2)

Tumhe hai pata maine pehali baar jo dekha tumhe
mujhe yeh laga chaahu bhi toh kaise paa sakunga tumhe
sapana tha ek din toh main hoon tum ho
tum ? re se bolo, tumako apana maana hai
dekho hona hai aur kya
jaane kyun lagata hai
dheere se haule se geet koyi dil hai ga raha
jaane kyun lagata hai abb jaise
har lamaha har pal hai muskura raha

Kahun kya bhala tumhi ko toh main chaahata hoon suno
tumhe jo mila maine jaana main bhi jinda hoon suno
kahun main kya tumako main hoon tum ho bas
itana sun lo, tum pe koi deewaana hai
hona hai aur kya
jaane yeh kya huwa - (2)
abb har pal anjaana hai, dekho hona hao aur kya


lowerbanner

Free Jaane Ye Kya Hua songs download

Recent Tag : Free Jaane Ye Kya Hua songs download, Jaane Ye Kya Hua mp3 song free download, online play Jaane Ye Kya Hua mp3 song, Jaane Ye Kya Hua lyrics, Jaane Ye Kya Hua from Karthik Calling Karthik 2010