free download Brindavan Ka Krishna Kanhaiya From Miss Mary 1957


Song Lyrics : Brindaavan Ka Krishna Kanhaiya
Song Lyrics Movie or Album: Miss Mary 1957
Singer(s): Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Music Director(s): Hemant Kumar
Lyricist(s): Rajinder Kishan

Lyrics

brindaavan ka krishna kanhaiya, sab ki aankhon ka taara - (2)
man hi man kyun jale raadhika, mohan toh hai sabka pyaara - (2)
brindaavan ka krishna kanhaiya, sab ki aankhon ka taara

jamana tat [par nand ka laala jab jab raas rachaaye re -2
tan mann dole kaanha aisi bansi madhur bajaaye re
sudh budh bhuli khadi gopiya jaane kaisa jaadu daara
brindaavan ka krishna kanhaiya, sab ki aankhon ka taara

rang salon aisa jaise chhaayi ho ghat saawan ki -2
teri main toh huyi deewaani man mohan man bhaavan ki
tere kaaran dekh saaware chhod diya maine jag saara
brindaavan ka krishna kanhaiya, sab ki aankhon ka taara
man hi man kyun jale raadhika, mohan toh hai sabka pyaara
brindaavan ka krishna kanhaiya, sab ki aankhon ka taara


lowerbanner

Free Brindavan Ka Krishna Kanhaiya songs download

Recent Tag : Free Brindavan Ka Krishna Kanhaiya songs download, Brindavan Ka Krishna Kanhaiya mp3 song free download, online play Brindavan Ka Krishna Kanhaiya mp3 song, Brindavan Ka Krishna Kanhaiya lyrics, Brindavan Ka Krishna Kanhaiya from Miss Mary 1957