|
free download Duniya main koi yaar From Amber 1952
|
|
|
Title : Duniya Mein Nahin Koi Yaar Movie/Album Name: AMBER-1952 Singer(s) : LATA MANGESHKAR, RAFI
Lyrics:
lata: duniyaa mein-2 duniyaa mein nahin koi yaar wafaadaar zamaana sach kehata hai-2 yahaan karnaa kisi se pyaar hai bekaar zamaana sach kehata hai-2
rafi: dukh-dard ka hai bazaar ye sansaar zamaana sach kehata hai-2 milana hai yahaan dushwaar dil ko qaraar zamaana sach kehata hai-2
lata: kar gaye who bhi ham se kinaara jin ko basaaya mann mein pyaar ki baazi jeet saka hai koi na is jeevan mein-2 hoti hai yahaan har bar dil ki haar zamaana sach kehata hai-2
rafi: kismat ne majboor banaakar chheen liya sukh ham se kaaya ki is qaid mein aa kar koun bachaa hai gham se-2 chalate hai yahaan par vaar, gham ke hazaar zamaana sach kehata hai-2
lata: duniyaa mein nahin koi yaar wafaadaar zamaana sach kehata hai-2
Posted by: Jui Bhattacharya
| |
|
|
Free Duniya main koi yaar songs download
Recent Tag : Free Duniya main koi yaar songs download, Duniya main koi yaar mp3 song free download, online play Duniya main koi yaar mp3 song, Duniya main koi yaar lyrics, Duniya main koi yaar from Amber 1952