free download Jane Kyon Dekhta Hai From Shabnam 1993


Song Lyrics Title = Jane Kyon Dekhta Hai Insaan Aaina
Song Lyrics Movie = Shabnam (1993)
Singers = Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Rani Malik
Music Composer = Anu Malik
Music Label = T-Series
Starring = Mohnish Bahl, Aruna Irani,
Kanchan, Kanchan, Bharat Kapoor
Release on = 1st January, 1994


mp3 songs


((Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Deta nahi sahi jab
Deta nahi sahi jab pahechan aaina
Deta nahi sahi jab
Deta nahi sahi jab pahechan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina

Aaina kuch bhi nahi
Aankhon ka dhoka hai
Aata hai wo nazar
Dil mein jo hota hai
Aaina aur dil ka ek sa fasana hai
Anjaam in dono ka sirf tut jana hai
Jee chaahe tod du
Jee chaahe tod du beiman aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina

Berukhi si pehle dilbar
Zakhm deke jati hai
Kanto ki nok se phir
Marham lagate hai
Ek aisa aaina ho jis mein
Dil dikhaye hum
Unse kya hai mera rista
Unko bataye hum
Mujhpe agar ho jaaye
Mujhpe agar ho jaaye maherban aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Deta nahi sahi jab
Deta nahi sahi jab pahechan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina.))


Posted by : {Akanksha shukla}


lowerbanner

Free Jane Kyon Dekhta Hai songs download

Recent Tag : Free Jane Kyon Dekhta Hai songs download, Jane Kyon Dekhta Hai mp3 song free download, online play Jane Kyon Dekhta Hai mp3 song, Jane Kyon Dekhta Hai lyrics, Jane Kyon Dekhta Hai from Shabnam 1993