|
free download Shah E Madina From Salaakhen 1975
|
|
|
Song Lyrics Title : Shah E Madina Song Lyrics Movie : Salaakhen (1975)
mp3 songs
Shahe Madina, shahe madina, shahe madina Taiba ke wali sare nabi tere dar ke sawali Shahe Madina, shahe madina, shahe madina
Terey liye hi dunya bani hai, neele falak ki chadr tani hai Tu agar na hota dunya thi khali, sare nabi tere dar ke sawali
Jalwe hai sare terey hi dam se, aabad aalam terey karam se Baqi har ek shay naqshe khayalo, sare nabi tere dar ke sawali
Tune jahan ki mehfil sajai, taarikyon mein shamma jalai Kandhe pe tere kamli hai kaali, sare nabi tere dar ke sawali
Mazhab hai tera sab ki bhalai, maslak hai tera mushkil kushai dekh ke apni umat ki khasta haali, sare nabi tere dar ke sawali
Hai noor tera shamso qamar mein, tere laboon ki laali sahar mein Phoolon ne teri khusbu chura li, sare nabi tere dar ke sawali
Kaba ka kaba tera hi ghar hai, tere karam pe sab ki nazar hai Dikhlade hum ko darbare aali, sare nabi tere dar ke sawali
Hain ap dukhyon ke aaqa sahare, Taje shafa at hai sar pe tumhare Ham ko aata ho roze ki jaali, sare nabi tere dar ke sawali
Taiba ke wali sare nabi tere dar ke sawali Shahe Madina, shahe madina, shahe madina
| |
|
|
Free Shah E Madina songs download
Recent Tag : Free Shah E Madina songs download, Shah E Madina mp3 song free download, online play Shah E Madina mp3 song, Shah E Madina lyrics, Shah E Madina from Salaakhen 1975