|
free download Ye zindagi usi ki From Anarkali 1953
|
|
|
Song lyrics Title : Ye Zindagi usi ki hain Movie/Album Name: ANAARKALI Singer(s) : LATA MANGESHKAR
Lyrics:
ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya
yeh zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya yeh zindagi usi ki hain ...
[yeh bahaar yeh sama keh raha pyaar kar kisiki aarzoo mein apne dil ko beqarar kar] ...[2] zindagi hai bewafa zindagi hai bewafa loot pyaar ka mazaa ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai ...
dhadak raha hain dil to kya dil ki dhadkane na gin......[2] phir kahaan yeh phursatein phir kahaan yeh raat din aa rahi hain ye sada mastiyon mein doob jaa....[2]
ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hain ...
do dil yahaan na mila sake, milenge us jahaan mein khilenge hasaraton ke phool, maut ke aasman mein ye zindagii chali gai jo pyar mein to kya hua...[2] yeh zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya yeh zindagi usi ki hai
sunayegi ye daastaan, shamaa mere mazaara ki.....[2] fizaa mein bhi khil rahi, ye kali anaar ki ise mazaara mat kaho, ise mazaar mat kaho, ye mahal hai pyaar ka ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hain ...
ai zindagii ki shaama aa, ai zindagii ki shaama aa, tujhe gale lagaauun main tujhii mein Dub jaauun main jahaan ko bhuula jaauun main basa ek nazara mere sanama, alvidaa, alvidaa alvidaa ... alvidaa ...
POSTED BY;DEVI MANDAL
| |
|
|
Free Ye zindagi usi ki songs download
Recent Tag : Free Ye zindagi usi ki songs download, Ye zindagi usi ki mp3 song free download, online play Ye zindagi usi ki mp3 song, Ye zindagi usi ki lyrics, Ye zindagi usi ki from Anarkali 1953