free download Are Logon Tumhein Kya Hai From Santosh 1984


Song Title = Are Logo Tumhe Kya Hai
Movie/Album = Santosh (1984)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Manoj Kumar
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Balbir Wadhawan
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane
are logo tumhe kya hai tumhe kya hai tumhe kya hai
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane
are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane

idhar bijli chamkti hai udhar megha barsta hai
akele dil tadpata hai akele dil tadpata hai
ya mai janu ya vo jane kadar bulbul ke gane ki
bahla saiyad kya jane jo aashik hai samjhta hai
aashik hai samjhta hai ya mai janu ya vo jane
are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane

hamare marne jine ka tumhe kyu fikr hai itna
hame kis or jana hai hame kis or jana hai
ya mai janu ya vo jane hamare haal pe chodo
are chhodo ye hamdardi tumhare dil me kya kya hai
tumhare dil me kya kya hai ya mai janu ya vo jane
are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Are Logon Tumhein Kya Hai songs download

Recent Tag : Free Are Logon Tumhein Kya Hai songs download, Are Logon Tumhein Kya Hai mp3 song free download, online play Are Logon Tumhein Kya Hai mp3 song, Are Logon Tumhein Kya Hai lyrics, Are Logon Tumhein Kya Hai from Santosh 1984