free download Tera Kaha Maine Kiya From Salaam Memsaab 1979


Song Lyrics Title = Tera Kaha Maine Kiya
Song Lyrics Movie = Salaam Memsaab (1979)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = G. Asrani
Music Label = Saregama
Starring = Tom Alter, Asrani, Yogeeta Bali, C.S. Dubey,
Sunil Dutt, Rishi Kapoor, Leela Mishra,
Keshto Mukherjee, Ranjeet, Arvind Rathod, Rehman


mp3 songs


((Tera kaha maine kiya
Ab na kiya jaaye re haye
Tera kaha maine kiya
Ab na kiya jaaye re haye
Dekho mujhme raha kya
Jhoka koi hawa ka
Leke mujhe ud hi na jaaye

Tera kaha maine kiya
Ab na kiya jaaye re haye
Tera kaha maine kiya
Ab na kiya jaaye re haye
Dekho mujhme raha kya
Jhoka koi hawa ka
Leke mujhe ud hi na jaaye

Itna kaso na yeh bandhan
Ke bandhan yeh tut jaaye
Panchi se khelo na aise
Ke hatho se chut jaaye
Sun ke meri baate
Kyu hai bekarar hai
Sunle dildar sunle
Yeh shikwa hai pyar ka
Kahe mere dil ko jalaye
Tera kaha maine kiya
Ab na kiya jaaye re haye
Dekho mujhme raha kya
Jhoka koi hawa ka
Leke mujhe ud hi na jaaye

Kuch hone wala ho aise
Tadapti hai damini
Mausam ne chhedi ho
Jaise toofano ki ragini
Aur aise mausam mein
Tujhse kya kahu yeh haye
Chhoti si naiya bhi
Toofano se khel jaaye
Jiya tera bhi dagmagaye
Tera kaha maine kiya
Ab na kiya jaaye re haye
Dekho mujhme raha kya
Jhoka koi hawa ka
Leke mujhe ud hi na jaaye.))


Posted by : {AKANKSHA SHUKLA}


lowerbanner

Free Tera Kaha Maine Kiya songs download

Recent Tag : Free Tera Kaha Maine Kiya songs download, Tera Kaha Maine Kiya mp3 song free download, online play Tera Kaha Maine Kiya mp3 song, Tera Kaha Maine Kiya lyrics, Tera Kaha Maine Kiya from Salaam Memsaab 1979