free download Aaja Aaja Aaja 1956 From Rajhath 1956


Song Lyrics Title = Aaja Aaja Aaja
Song Lyrics Movie = Rajhath (1956)
Singer = Lata Mangeshkar,
Lyricist = Hasrat Jaipuri, Shailendra
Music Director = Shankar Jaikishan
Film Director = Sohrab Modi
Film cast = Pradeep Kumar, Madhubala, Ulhas, Sohrab
Modi, Tiwari


mp3 songs


haaa aaa?
aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhainya tohe kab se pukare
aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhainya tohe kab se pukare
aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhainya tohe kab se pukare

tere man ko man ka mit mila
tere bhag se badh kar bhag nahi
tere man ko man ka mit mila
tere bhag se badh kar bhag nahi
kal tak dar tha in aahon se
kal tak dar tha in aahon se
lag jae na jag me aag kahi
aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhainya tohe kab se pukare
aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhainya tohe kab se pukare

hans kar ye suhani raat kahe
kal sham ke vaade pure kar
dil ne tere dukh dard sahe
dil ne tere dukh dard sahe
tu dil ke irade pure kar
aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhainya tohe kab se pukare
aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhainya tohe kab se pukare

bahte aansu bah jane de
kuchh kho kar hi kuchh milta hai
bahte aansu bah jane de
kuchh kho kar hi kuchh milta hai
ik phul kahin murjhata hai
ik phul kahi par khilta hai
aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhainya tohe kab se pukare
aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhainya tohe kab se pukare
aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhainya tohe kab se pukare...


Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Aaja Aaja Aaja 1956 songs download

Recent Tag : Free Aaja Aaja Aaja 1956 songs download, Aaja Aaja Aaja 1956 mp3 song free download, online play Aaja Aaja Aaja 1956 mp3 song, Aaja Aaja Aaja 1956 lyrics, Aaja Aaja Aaja 1956 from Rajhath 1956