|
free download Ye Hawayein Sard Sard Hai From Nasihat 1986
|
|
|
Song Lyrics Title = Ye Hawayein Sard Sard Hai Song Lyrics Movie = Nasihat (1986) Singers = Asha Bhosle, Suresh Wadkar Song Lyricists = Anjaan, Kaifi Azmi Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah Director = Aravind Sen Music Label = Venus Starring = Rajesh Khanna, Mithun Chakraborty, Shabana Azmi, Deepti Naval, Amjad Khan, Tanuja, Aruna Irani, Kader Khan Release on = 20th July, 1986
mp3 songs
Yeh hawayein sard sard hai Kyun dilo mein garmiyaa Ya ilaahi yeh majra kya hai Yeh hawayein sard sard hai Yeh hawayein sard sard hai Kyun dilo mein garmiyaa Phir bhi itani dooriya kyun Phir bhi itani dooriya kyun Do dilo ke darmiyaa Yeh hawayein sard sard hai Yeh hawayein sard sard hai Hawao ke kya kya roop badal rahe hai Jalanewale khud jal rahe hai
Kal thi shola aaj hai shabnam Yeh kaisa andaaz hai Yeh kaisa andaaz hai Mausam jaise rang badalna Aakhir yeh kya raaz hai Aakhir yeh kya raaz hai Patthar ko mom kar de Patthar ko mom kar de Mohabbat ki garmiyaa Yeh hawayein sard sard hai Yeh hawayein sard sard hai Kyun dilo mein garmiyaa Phir bhi itani dooriya kyun Phir bhi itani dooriya kyun Do dilo ke darmiyaa Yeh hawayein sard sard hai
Mohabbat mein meri jaan sab chalta hai Jalanewala kabhi khud bhi jalta hai Aate jaate yun takrana Kuchh to baat zaroor hai Kuchh to baat zaroor hai Koi na samjhe koi na jaane Dil ko kya manzoor hai Dil ko kya manzoor hai Kya jaane kab shuru ho Kya jaane kab shuru ho yeh dilo ki daasta Yeh hawayein sard sard hai Yeh hawayein sard sard hai Kyun dilo mein garmiyaa Phir bhi itani dooriya kyun Phir bhi itani dooriya kyun Do dilo ke darmiyaa Yeh hawayein sard sard hai Yeh hawayein sard sard hai.....
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Ye Hawayein Sard Sard Hai songs download
Recent Tag : Free Ye Hawayein Sard Sard Hai songs download, Ye Hawayein Sard Sard Hai mp3 song free download, online play Ye Hawayein Sard Sard Hai mp3 song, Ye Hawayein Sard Sard Hai lyrics, Ye Hawayein Sard Sard Hai from Nasihat 1986