free download Mai Gham Se Nibha Kar From Nain Mile Chain Kahan 1986


Song Lyrics Title = Mai Gham Se Nibha Kar
Song Lyrics Movie = Nain Mile Chain Kahan (1986)
Singers = Shabbir Kumar
Song Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Composer = Ajay Swami
Director = Shankar Vyas
Music Label = Saregama
Starring = Shobha Gauri, Khurana, Kunal, Kamal Kapoor, Bharat Bhushan

mp3 songs


Main gham se nibha kar ji lunga
Har dard chhupa kar ji lunga
Tum shad raho aabad raho
Tum shad raho aabad raho
Main gham se nibha kar ji lunga
Har dard chhupa kar ji lunga

Ha hatho mein tumhare shaguno ki
Kya khub sazi hai ye mehandi
Hatho mein tumhare shaguno ki
Kya khub sazi hai ye mehandi
Kya khub sazi hai ye mehandi
Main apne lahu ke chhinto se
Main apne lahu ke chhinto se
Daman ko saza kar ji lunga
Tum shad raho aabad raho
Tum shad raho aabad raho
Main gham se nibha kar ji lunga
Har dard chhupa kar ji lunga

Mujhko hi khushi na raas aayi
Ho tumko mubarak shehnayi
Mujhko hi khushi na raas aayi
Ho tumko mubarak shehnayi
Ho tumko mubarak shehnayi
Main khwab samajh kar bite huye
Main khwab samajh kar bite huye
Lamho ko bhula kar ji lunga
Tum shad raho aabad raho
Tum shad raho aabad raho
Main gham se nibha kar ji lunga
Har dard chhupa kar ji lunga

Tum leke sahara yaado ka
Ashqo ko paresha mat karna
Tum leke sahara yaado ka
Ashqo ko paresha mat karna
Ashqo ko paresha mat karna
Main jalti sulagti yaado ko
Main jalti sulagti yaado ko
Main sine se laga kar ji lunga
Tum shad raho aabad raho
Tum shad raho aabad raho
Main gham se nibha kar ji lunga
Har dard chhupa kar ji lunga....


Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Mai Gham Se Nibha Kar songs download

Recent Tag : Free Mai Gham Se Nibha Kar songs download, Mai Gham Se Nibha Kar mp3 song free download, online play Mai Gham Se Nibha Kar mp3 song, Mai Gham Se Nibha Kar lyrics, Mai Gham Se Nibha Kar from Nain Mile Chain Kahan 1986