free download Tere Mere Pyar Ka Dushman From Mohabbat Ki Kasam 1986


Song Lyrics Title = Tere Mere Pyar Ka Dushman
Song Lyrics Movie = Mohabbat Ki Kasam (1986)
Singer =  Shabbir Kumar
Lyricist = Kulwant Jani
Music Director = Kamalkant
Film cast = Rajesh Khanna, Amjad Khan, Kulbhushan
Kharbanda, Dharmendra, Tanuja,
Vinod Mehra


mp3 songs


tere mere pyar ka dusman jamana ho gaya
jine ka sahara tha jo marne ka bahana ho gaya
haye marne ka bahana ho gaya
tere mere pyar ka dusman jamana ho gaya
jine ka sahara tha jo marne ka bahana ho gaya
haye marne ka bahana ho gaya

pathar dil ye duniya hai kon sune friyad yaha
daulat vale jeet gaye dil vale barbad yaha
dil vale barbad yaha hatho ki lakiro ka
o hatho ki lakiro ka jhutha fasana ho gaya
jine ka sahara tha jo marne ka bahana ho gaya
haye marne ka bahana ho gaya

aankho me to aansu hai dard ki gar me palta hai
ye bhi apni kismat hai sawan me ghar jalta hai
sawan me ghar jalta hai dil tera mera haye
o dil tera mera haye gamo ka nisana ho gaya
jine ka sahara tha jo marne ka bahana ho gaya
haye marne ka bahana ho gaya..


Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Tere Mere Pyar Ka Dushman songs download

Recent Tag : Free Tere Mere Pyar Ka Dushman songs download, Tere Mere Pyar Ka Dushman mp3 song free download, online play Tere Mere Pyar Ka Dushman mp3 song, Tere Mere Pyar Ka Dushman lyrics, Tere Mere Pyar Ka Dushman from Mohabbat Ki Kasam 1986