free download Ik Chatri Aur Hum Hai Do From Maan Gaye Ustaad 1982


Song Title = Ik Chatri Aur Hum Hai Do
Movie/Album = Maan Gaye Ustaad (1982)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Verma Malik
Music Director = Master Sonik, Om Prakash Sonik
Director = Shibu Mitra
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

Ek chhatri aur hum hai do
Ab kya ho kuchh to karo
Ek chhatri aur hum hai do
Ab kya ho kuchh to karo
Bhigne do jar bhigne do
Bhigne do jar bhigne do
Pyar se gore man ko
Pani se kore tan ko
Bhigne do jar bhigne do
Bhigne do jar bhigne do
Ek chhatri aur hum hai do
Ab kya ho kuchh to karo

Sharadi se tan sard hua
Ho sharadi se tan sard hua
Galo ka rad jard hua
Aur tu kitna bedard hua
Aag jalakar garmi do
Dilbar ho kuchh to karo
Aag jalakar garmi do
Dilbar ho kuchh to karo
Bhigne do jar bhigne do
Bhigne do jar bhigne do
Ek chhatri aur hum hai do
Ab kya ho kuchh to karo na

Bhigi hai to fir kya hua
Bhigi hai to fir kya hua
Aa meri baho me aa
Pani me aag laga dunga
Dhul ke aaj nikharne do
Aaj us husn ki jawani ko
Bhigne do jar bhigne do
Bhigne do jar bhigne do
Ek chhatri aur hum hai do
Ab kya ho kuchh to karo

Jaldi se kahi mujhe chhupao
Jaldi se kahi mujhe chhupao
Haye meri tauba tauba
Kitni jalim hai sard hawa
Dhadkan thandi roke to
Fir kya ho kuchh to karo
Dhadkan thandi roke to
Fir kya ho kuchh to karo
Bhigne do jar bhigne do
Bhigne do jar bhigne do
Ek chhatri aur hum hai do
Ab kya ho kuchh to karo

Jab tak hu mai sath sanam
Jab tak hu mai sath sanam
Kitni pade barsat sanam
Darne ki nahi koi baat sanam
Jo hota hai hone do
Aaj pyar me dono ko
Bhigne do jar bhigne do
Bhigne do jar bhigne do
Ek chhatri thi ud gayi wo
Rah gaye do ab kya ho
Bhigne do jar bhigne do
Bhigne do jar bhigne do
Bhigne do jar bhigne do
Bhigne do jar bhigne do

Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Ik Chatri Aur Hum Hai Do songs download

Recent Tag : Free Ik Chatri Aur Hum Hai Do songs download, Ik Chatri Aur Hum Hai Do mp3 song free download, online play Ik Chatri Aur Hum Hai Do mp3 song, Ik Chatri Aur Hum Hai Do lyrics, Ik Chatri Aur Hum Hai Do from Maan Gaye Ustaad 1982