free download Mann Jaage 2012 From Bittoo Boss 2012


Song lyrics title : Mann Jaage
Song lyrics movie : Bittoo Boss (2012)
singer : Shahid Maliya

 


mp3 songs lyrics

Oh..ha..oh

Mann jaage saari raat
Mera dewaana
Mann maane na yeh baat
Ke woh tha begaana

Mann jaage saari raat
Mera dewaana
Mann maane na yeh baat
Ke woh tha begaana

Hai khud se hi
Khafaa khafaa
Kya chahiye
Nahi pata..banwara
Paaya woh na chaaha
Chaaha woh na paaya
Jiske peeche bhaage
Woh saaya hai re saaya
Kya kya raste dhoondhe
Kya kya dukh na paaya
Par saaya thera saaya
Ke haathon mein na aaya

Koi subaah
Jo main uthoon
Tujhe agar
Mile sukoon..banwara
Ginta rehta taare
Lotoon main angaaare
Khud se ladta phirta
Yeh jug ko thokar maare
Khinche khinche baithe
Baithe baithe bhaage
Na sunta khudke aage
Yeh pagal ho gaya re

Aa..
Paaya woh na chaaha
Chaaha woh na paaya
Jiske peeche bhaage
Woh saaya hai re saaya
Kya kya raste dhoondhe
Kya kya dukh na paaya
Par saaya thera saaya
Ke haathon mein na aaya

Hai zindagi..muhaal kyun
Bana liya..yeh haal kyun bata
Uljha uljha rehta
Na sunta na kuch kehta
Suni suni aankhone se
Reh reh paani behta
Tute saare naate
Haara main samjhate
Bichde phir ab saathi
Phir wapas nahi aate
Wapas nahi aate
Wapas nahi aate

Yeh dard kyun
Yeh pyaas kyun
Bina tere
Udaas kyun
Yeh rald kyun
Talaash kyun bata..banwara
Thandi aahein bharke
Jeeta hai mar mar ke
Kaisa reh gaya hai
Yeh dariya se guzar ke
Dhoke se nazar ke
Jhokein se umar ke
Raet ke mahal sa
Deh gaya hai bikhar ke

Thandi aahein bharke
Jeeta hai mar mar ke
Kaisa reh gaya hai
Yeh dariya se guzar ke
Dhoke se nazar ke
Jhokein se umar ke
Raet ke mahal sa
Deh gaya hai bikhar ke

Aa..
Mann jaage jaage re
Mann jaage
Jaage jaage jaage
Banwara..


lowerbanner

Free Mann Jaage 2012 songs download

Recent Tag : Free Mann Jaage 2012 songs download, Mann Jaage 2012 mp3 song free download, online play Mann Jaage 2012 mp3 song, Mann Jaage 2012 lyrics, Mann Jaage 2012 from Bittoo Boss 2012