|
free download Sapna Sapna Apna Hai From Nafrat Ki Aandhi 1988
|
|
|
Song Title = Sapna Sapna Apna Hai Movie/Album = Nafrat Ki Aandhi (1988) Singers = Chandrani Mukherjee, Nitin Mukesh, Shabbir Kumar Song Lyricists = Anjaan Music Director = Bappi Lahiri Director = Mehul Kumar
Mp3 Song Lyrics
((Phere huye bhar padi sinduri bandan juda Sato zanam ho sath hum milkar ye wada kiya
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna Sapna sapna apna hai yahi ek sapna Phulo ke gaon mein pyar ki chhao mein Pyara sa ho koi ghar apna Sajna sajna apna bhi yahi hai sapna Ho phulo ke gaon mein pyar ki chhao mein Pyara sa ho koi ghar apna Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
O madhur milan mein do sanso ka Sangam jab ho jaye Tann par bikhare pyar ki rangat Mann mein ujala chhaye Do tann mile do mann mile Ho shuru phir ek safar naya Sapna sapna apna hai yahi ek sapna Sajna sajna apna bhi yahi hai sapna Phulo ke gaon mein pyar ki chhao mein Pyara sa ho koi ghar apna Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
Milkar dil ke do humrahi jin raho se jaye Ho un raho par pyar ke mausam Phul hi phul bichhaye Jhume lahar gaye hawa koi nagma pyar ka Sapna sapna apna hai yahi ek sapna Ho sajna sajna apna bhi yahi hai sapna Ho phulo ke gaon mein pyar ki chhao mein Pyara sa ho koi ghar apna Sapna sapna apna hai yahi ek sapna Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
Kal dekhe the jo bhi sapne aaj huye wo pure Tu jo mila to pure hue ha tere bina the adhure Ye jaa rahe ya na rahe Kabhi honge na ab hum zuda Sapna sapna apna hai yahi ek sapna Sajna sajna apna bhi yahi hai sapna Ho phulo ke gaon mein pyar ki chhao mein Pyara sa ho koi ghar apna Sapna sapna apna tha yahi ek sapna..))
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Sapna Sapna Apna Hai songs download
Recent Tag : Free Sapna Sapna Apna Hai songs download, Sapna Sapna Apna Hai mp3 song free download, online play Sapna Sapna Apna Hai mp3 song, Sapna Sapna Apna Hai lyrics, Sapna Sapna Apna Hai from Nafrat Ki Aandhi 1988