|
free download Kabhi Alvida Naa Kahna From Kabhi Alvida Naa Kehna 2006
|
|
|
Song Lyrics Title : Kabhi Alvida Naa Kahna Song Lyrics Movie : Kabhi Alvida Naa Kehna 2006 Singer : Sonu Nigam, Alka Yagnik Lyricist : Javed Akhtar Music By : Shankar Ehsaan Loy
mp3 Songs
Tumko bhi hai khabar, mujhko bhi hai pata ho raha hai juda dono ka rasta dur jake bhi mujhse, tum meri yado mai rehna kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna tumko bhi hai khabar, mujhko bhi hai pata ho raha hai juda dono ka rasta dur jake bhi mujhse, tum meri yado mai rehna kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna
jitni thi khushiya sab kho chuki hai bas ek gham hai ki jata nahi samjha ke dekha behla ke dekha dil hai ki chain isko aata nahi, aata nahi aansu hai ki hai angare, aag hai kab aankho se behna kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna
rut aa rahi hai rut ja rahi hai dard ka mausam badla nahi rang yeh halka itna hai gehra sadiyo me hoga halka nahi, halka nahi kaun jane kya hona hai, hamko hai abb kya kya sehna kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna
tumko bhi hai khabar, mujhko bhi hai pata ho raha hai juda dono ka rasta dur jake bhi mujhse, tum meri yado mai rehna kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna..
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Kabhi Alvida Naa Kahna songs download
Recent Tag : Free Kabhi Alvida Naa Kahna songs download, Kabhi Alvida Naa Kahna mp3 song free download, online play Kabhi Alvida Naa Kahna mp3 song, Kabhi Alvida Naa Kahna lyrics, Kabhi Alvida Naa Kahna from Kabhi Alvida Naa Kehna 2006