free download Ye Khamoshiyan Ye Tanahaiyan From Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963


Song Lyrics Title  = Ye Khamoshiyan Ye Tanahaiyan
Song Lyrics Movie  = Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963
Singer = Mohammed Rafi, Asha Bhosle    
Music Director = Ravi    
Song Lyricists = Rajinder Krishan    

Mp3 Song Lyrics

ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya

ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar
ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar
ye hai barf ke dher ya sangemarmar
bana le na kyo apni jannat yaha
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya

ye unche pahado ke magrur saye
ye kahate hai unko najar to milaye
ye kahate hai unko najar to milaye
farishte bhi hai is jagah bejuban
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya

na parda hai koyi, na hai koyi chilman
jaha panv rakh de, hai phislan hi phislan
jaha panv rakh de, hai phislan hi phislan
kadam chhod te ja rahe hai nishan
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan
ye khamoshiya ye tanhaiya, ye khamoshiya ye tanhaiya

Posted by  : {Anju Verma}


lowerbanner

Free Ye Khamoshiyan Ye Tanahaiyan songs download

Recent Tag : Free Ye Khamoshiyan Ye Tanahaiyan songs download, Ye Khamoshiyan Ye Tanahaiyan mp3 song free download, online play Ye Khamoshiyan Ye Tanahaiyan mp3 song, Ye Khamoshiyan Ye Tanahaiyan lyrics, Ye Khamoshiyan Ye Tanahaiyan from Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963