|
free download Katha Suno Siya Swaymvar From Yeh Kaisa Insaf 1980
|
|
|
Song Lyrics Title : Katha Suno Siya Swaymvar Ki Song Lyrics Movie : Yeh Kaisa Insaf (1980) Star Cast : Vinod Mehra, Shabana Azmi, Madan Puri, Sarika, Raj Kiran, Shashikala, Madhu Malini, Asrani, Sulabha Deshpande, Alankar, Bhagwan Singers : Hemlata Lyricist : Ravindra Jain Music Director : Ravindra Jain
mp3 songs
Katha suno siya swaymvar ki, Suno suno katha suno siya swaymvar ki Janaknandini mithilavasini janaknandini Janaki or dasrath priyawar ki Katha suno siya swaymvar ki, Suno suno katha suno siya swaymvar ki
Jore nagar nagar ke bhup bhi veer baldhari Veer baldhari Par ram lakhan sa ek na tha baldhari Shri ram lakhan sa ek na tha baldhari Ho ek jhalak me man se sita Ha ek jhalak me man se sita Ho gayi raghuwar ki Katha suno siya swaymvar ki, Suno suno katha suno siya swaymvar ki
Aplak dekhe siya ram ko ektak ram siya ko Aplak dekhe siya ram ko ektak ram siya ko Man bole mohe kar de arpan apne pranpriya ko Sare narip jab hare sare narip jab hare Tab guruwar ki agya lekar raghuwar Dhanush ki or padhare Pal bhar me shiv dhanush Diya tod sita se nata liya jod Tut gaya dhanu gunj uthi dhwani Tut gaya dhanu gunj uthi dhwani Ram vijaya sawar ki Katha suno siya swaymvar ki, Suno suno katha siya swaymvar ki
Le war mala badi wah devi War liye raghuwar parm sanehi Ram siyaram siyaram jai jai ram Ram siyaram siyaram jai jai ram Ho nabh se dev suman barsaye Ho nabh se dev suman barsaye Parjan purjan sab harsaye Ram siyaram siyaram jai jai ram Ram siyaram siyaram jai jai ram
Ram ko rup siya ko sarup Saprem lage sab log niharan Log niharan Bal jawan or vridh chale siya ram Ke paw pakharan paw pakharan Jap jape or dhayn dhare se ho Det na darsan jo bhaw taran Soravnath kripa karke nij Aye siya ki mang sawaran Soravnath kripa karke nij Aye siya ki mang sawaran Adhbhut sobha jaye nivarni, Adhbhut sobha jaye nivarni Milan manohar ki Katha suno siya swaymvar ki, Suno suno katha suno siya swaymvar ki.
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Katha Suno Siya Swaymvar songs download
Recent Tag : Free Katha Suno Siya Swaymvar songs download, Katha Suno Siya Swaymvar mp3 song free download, online play Katha Suno Siya Swaymvar mp3 song, Katha Suno Siya Swaymvar lyrics, Katha Suno Siya Swaymvar from Yeh Kaisa Insaf 1980