free download Ghussa Itna Hasin Hai From Maryada 1971


Song Lyrics Title : Ghussa Itna Hasin Hai
Song Lyrics Movie : Maryada (1971)
Music Director : Kalyanji Anandji
Singers : Kishore Kumar
Lyricist : Anand Bakshi

mp3 songs

gussa..
gussa itna haseen hai to
pyaar kaisa hoga
o pyar kaisa hoga

are aisa jab inkaar hai to
iqraar kaisa hoga
iqraar kaisa hoga

palkein..
palkein uthi hui si hain
aankhein jhuki hui si hain
palkein uthi hui si hain
aankhein jhuki hui si hain
dilkash raseele hothon pe
baaten ruki hui si hain

khamoshi..
khamoshi aisi hai to izhaar kaisa hoga
izhaar kaisa hoga

gussa itna haseen hai to
pyaar kaisa hoga
o pyar kaisa hoga

dekhun
dekhun agar to ghabraye
chhoo loon agar to sharmaaye
dekhun agar to ghabraaye
chhoo loon agar to sharmaaye

chhedoon zara sa to
haaye maare sharam ke mar jaaye
tauba tauba
tauba

tauba aisa sharmeela
dildaar kaisa hoga
dildaar kaisa hoga

gussa itna haseen hai to
pyaar kaisa hoga
o pyar kaisa hoga




lowerbanner

Free Ghussa Itna Hasin Hai songs download

Recent Tag : Free Ghussa Itna Hasin Hai songs download, Ghussa Itna Hasin Hai mp3 song free download, online play Ghussa Itna Hasin Hai mp3 song, Ghussa Itna Hasin Hai lyrics, Ghussa Itna Hasin Hai from Maryada 1971