Song Lyrics Title = Tu Mere Ru Ba Ru Hai Song Lyrics Movie = Maqbool (2004) Singers = Daler Mehndi, Dominique Cerejo, Rakesh Pandit Song Lyricists = Gulzar (Sampooran Singh Kalra) Music Composer = Vishal Bhardwaj Director = Vishal Bhardwaj Music Label = Music Today Starring = Irfan Khan, Tabu, Pankaj Kapoor, Om Puri, Naseeruddin Shah Release on = 30th January, 2004
mp3 songs
((Tu mere rubaru hai Tu mere rubaru hai Meri aankhon ki ibaadat hai Tu mere rubaru hai, meri aankhon ki ibaadat hai Yeh jamin hai muhabbat ki yaha mana hai khata
karana Sirf sajade mein girana hai aur adab se duwa
karana Tu mere rubaru hai, meri aankhon ki ibaadat hai Tu mere rubaru hai
Tu mere rubaru hai, meri aankhon ki ibaadat hai Bas itani ijaajat de, kadamon pe jabi rakh du Bas itani ijaajat de, kadamon pe jabi rakh du Phir sar na uthe mera yeh jaan bhi wahin rakh du Ik baar toh deedaar de, mere saamane reh ke bhi tu Ojhal hai tu boshida hai, mere haal se haabida hai Bas itani ijaajat de, kadamon pe jabi rakh du Phir sar na uthe mera yeh jaan bhi wahin rakh du
Rubaru piya khubaru piya, rubaru piya khubaru piya Rubaru piya khubaru piya, rubaru piya khubaru piya Rubaru piya khubaru piya, rubaru piya khubaru piya
Ek maasum si dil ki tajjabij hai ishq mein jaan de
de badi cheej hai Deewaana bana apana deewaanagi yuun bhi hai Deewaana bana apana deewaanagi yuun bhi hai Pairon mein padi gardish aur sar mein junun bhi
hai Iss baar toh deedaar de, iss baar toh deedaar de Jaan saunp de, jaan waar de, iss baar toh deedaar
de
Nahi yeh jindagi kuchh bhi nahi, kuchh bhi nahi Yeh bandagi kuchh bhi nahi, kuchh bhi nahi, kuchh
bhi nahi Yeh jindagi kuchh bhi nahi, yeh bandagi kuchh bhi
nahi Yeh bandagi kuchh bhi nahi, kuchh bhi nahi, kuchh
bhi nahi Yeh bandagi kuchh bhi nahi,, yeh bandagi Yeh bandagi kuchh bhi nahi, kuchh bhi nahi Deewaana bana apana deewaanagi yuun bhi hai Pairon mein padi gardish aur sar mein junun bhi
hai Tu mere rubaru hai, meri aankhon ki ibaadat hai
Tu mere rubaru hai...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
| |