|
free download Raabta Siyaah Raatein From Agent Vinod 2012
|
|
|
Song lyrics title : Raabta (Siyaah Raatein) Song lyrics movie : Agent Vinod (2012) singer : Arijit Singh, Joy
mp3 song lyrics
Faili thi siyaah raatein, aaya toh subah leke Bewajah si zindagi mein jeene ki wajah leke Khoya tha samundaron mein, tanha safeena mera Saahilon pe aaya hai, tu jaane kis tarah haan leke Faili thi siyaah raatein, aaya toh subah leke Bewajah si zindagi mein jeene ki wajah leke Khoya tha samundaron mein, tanha safeena mera Saahilon pe aaya hai, tu jaane kis tarah haan leke Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kaise hum jaane hume kya pata Kuch toh hai tujhse raabta Ab kya hai kehna, humko hai rehna Jannatein bhula ke teri baahon mein mein panah leke Faili thi siyaah raatein, aaya toh subah leke Bewajah si zindagi mein jeene ki wajah leke
Sa ni pa di na sa..
Meharbaani jaate jaate mujh pe kar gaya Guzarta sa lamha ek daaman bhar gaya Tere nazara mila, roshan sitaara mila Takdeer ka jaise koi ishaara mila
Roothi hui khwaishon mein thodi si sulah leke Aaya tu khamoshiyon mein, baaton ki chirah leke Khoya tha samundaron mein, tanha safeena mera Saahilon pe aaya hai, tu jaane kis tarah haan leke Faili thi siyaah raatein, aaya toh subah leke Bewajah si zindagi mein jeene ki wajah leke Khoya tha samundaron mein, tanha safeena mera Saahilon pe aaya hai, tu jaane kis tarah haan leke Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kaise hum jaane hume kya pata Kuch toh hai tujhse raabta Ab kya hai kehna, humko hai rehna Jannatein bhula ke teri baahon mein mein panah leke Faili thi siyaah raatein, aaya toh subah leke Bewajah si zindagi mein jeene ki wajah leke
I feel it inside Don t know why I feel it inside
| |
|
|
Free Raabta Siyaah Raatein songs download
Recent Tag : Free Raabta Siyaah Raatein songs download, Raabta Siyaah Raatein mp3 song free download, online play Raabta Siyaah Raatein mp3 song, Raabta Siyaah Raatein lyrics, Raabta Siyaah Raatein from Agent Vinod 2012