|
free download Aa Man Se Man From Maalik 1972
|
|
|
Song Lyrics Title : Aa Man Se Man Ki Dor Song Lyrics Movie : Maalik (1972) Artist : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
mp3 songs
oo oo oo man se man ki dor bandhi jab dor bandhi to amar prem muskaya amar prem muskaya man me pritam aan base jab aan base to man mandir kah laya man mandir kah laya
man se man ki dor bandhi jab dor bandhi to amar prem muskaya amar prem muskaya
man se man ki dor bandhi jab dor bandhi to amar prem muskaya amar prem muskaya man me pritam aan base jab aan base to man mandir kah laya man mandir kah laya
phul ne ek bulbul se pucha pyar kaha rahta hai bolo pyar kaha rahta hai bulbul sina chir ke boli pyar yaha rahta hai pyar yaha rahta hai
sager hai sager hai nadiya ki manzil prem ki manzil premi se prem ki dor bandhi jab dor bandhi to amar prem muskaya amar prem muskaya
nil gagan me udta panchhi pyar ki boli bole pyar ki boli bole
ya tu kisi ko karle apna ya tu kisi ka hole ya tu kisi ka hole us din ye, us din ye sansar na hoga jab dunia me pyar na hoga
man se man ki dor bandhi jab dor bandhi to amar prem muskaya amar prem muskaya man me pritam aan base jab aan base to man mandir kah laya amar prem muskaya, amar prem muskaya amar prem muskaya
| |
|
|
Free Aa Man Se Man songs download
Recent Tag : Free Aa Man Se Man songs download, Aa Man Se Man mp3 song free download, online play Aa Man Se Man mp3 song, Aa Man Se Man lyrics, Aa Man Se Man from Maalik 1972