|
free download Man mera mandir From Shiv Aradhana
|
|
|
Song Lyrics Title : Man mera mandir Song Lyrics Movie : Shiv Aradhana singer : Anuradha Paudwal.
mp3 songs
Satya hai ishwar shiv hai jeewan Sundar ye sansar hai teeno lok hai tujhme teri Maya apram par hai
Om namah shivaye namo..om namah shivaye namo..
Man mera mandir shiv meri pooja Man mera mandir shiv meri pooja Shiv se bada nahi koi duja
Bol satyam shivam bol tu sundaram man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja Man mera mandir shiv meri pooja
Parvati jab sita bankar jai shri ram ke sammukh aai Ram ne unko mata kahkar shiv shankar ki mahima gaai Shiv bhakti mein sab kuchh sujha shiv se bada nahi koi duja
Bol satyam shivam bol tu sundaram man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja Man mera mandir shiv meri pooja
Teri jata se nikli ganga aur ganga ne bhishm diya hai Tere bhakto ki shakti ne sare jagat ko jeet liya hai Tujhako sab devo ne puja shiv se bada nahi koi duja
Bol satyam shivam bol tu sundaram man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja Man mera mandir shiv meri pooja Shiv se bada nahi koi duja
Posted by : {Anju}
| |
|
|
Free Man mera mandir songs download
Recent Tag : Free Man mera mandir songs download, Man mera mandir mp3 song free download, online play Man mera mandir mp3 song, Man mera mandir lyrics, Man mera mandir from Shiv Aradhana