free download Hans Hans Ke Shararat Karna From Jung Aur Aman 1968


Song Lyrics Title = Hans Hans Ke Shararat Karna
Song Lyrics Movie = Jung Aur Aman (1968)
Singers = Krishna Kalle
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = G.S. Kohli
Director = Nanabhai Bhatt
Music Label = Saregama
Starring = Dara Singh Randhawa, Mumtaz, Jayant, Murad, Nadira,

Rajan Haksar, Mohan Choti

mp3 songs

Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na

Ghayal jigar pe mere
Palko ki tuti suyi
Kuch aisa teer chhoda
Rehti hu khoyi khoyi
Champa ki daal hu main
Lekin hu chhui mui
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na

Aanchal sambhalu jo main
Sar se wo dhal na jaaye
Ulfat karar keh ke
Aankhon se chhalka jaaye
Usko chhupau kaise
Chehre se dhal na jaaye
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi.

Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Hans Hans Ke Shararat Karna songs download

Recent Tag : Free Hans Hans Ke Shararat Karna songs download, Hans Hans Ke Shararat Karna mp3 song free download, online play Hans Hans Ke Shararat Karna mp3 song, Hans Hans Ke Shararat Karna lyrics, Hans Hans Ke Shararat Karna from Jung Aur Aman 1968