|
free download Woh Meri Jasoda Maiya From Beta hoto aisa 1994
|
|
|
Song Lyrics Title = Woh Meri Jasoda Maiya Song Lyrics Movie = Beta ho to aisa (1994) Singer = Mohammed Aziz Music By = Ravindra Jain Lyricist = Ravindra Jain
mp3 songs
wo meri jasoda maiya uska mai govinda wo meri jasoda maiya uska mai govinda ma hai jab tak jag me tab tak ma hai jab tak jag me tab tak mamta ki misal hai zinda wo meri jasoda maiya uska mai govinda
ek mehbuba ne dilbar se uski ma ka dil mangvaya wo ishq me andha doda doda apni ma ke pas aaya vahshi ne ma par war kiya khanjar sine ke par kiya zakhmi dil lekar bhag chala thokar khayi dharti pe gira tab ma ke dil se aayi sada
tujhe chot kahi aayi to nahi tujhe chot kahi aayi to nahi dhire chalna govinda wo meri jasoda maiya uska mai govinda
ek sachi ma ek jhuti ma ek bache ka jhagda lekar insaf mangne ki khatir ja pahunchi hakim ke dar par
ek boli mera bacha hai ek boli mera bacha hai hakim sunkar hairan hua aakhir ye kiska bacha hai
hakim ne bat pe gor kiya aur jalado ko hukam diya gardan ko tan se nyara kar do bache ka bantwara kar do tab sachi ma boli thaharo aisa na karo aisa na karo
maine apna hak chhod diya maine apna hak chhod diya par lal rahe mera zinda wo meri jasoda maiya uska mai govinda wo meri jasoda maiya uska mai govinda ma hai jab tak jag me tab tak ma hai jab tak jag me tab tak mamta ki misal hai zinda wo meri jasoda maiya uska mai govinda
Posted By Priyanka Shukla
| |
|
|
Free Woh Meri Jasoda Maiya songs download
Recent Tag : Free Woh Meri Jasoda Maiya songs download, Woh Meri Jasoda Maiya mp3 song free download, online play Woh Meri Jasoda Maiya mp3 song, Woh Meri Jasoda Maiya lyrics, Woh Meri Jasoda Maiya from Beta hoto aisa 1994