free download Raat Aai Hai From Amrit Manthan 1934


Song Lyrics Title = Raat Aai Hai
Movie/album = Amrit Manthan (1934)
Singers = Shanta Apte
Song Lyricists = N/A
Music Composer = Keshavrao Bhole
Director = V. Shantaram
Starring = Chandra Mohan, Nalini Tarkhad, Shanta Apte,
Sureshbabu Mane

Mp3 Song Lyrics

Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye
Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye
Leke aaraam ka paighaam
Zamane ke liye
Leke aram ka paighaam
Zamane ke liye
Gungunaati huyi dheere
Se yeh aati hai sadaa
Gungunati huyi dheere
Se yeh aati hai sadaa
Thapkiyaan maa ki tarah
De ke sulaane ke liye
Thapkiyaan maa ki
Tarah de ke sulane ke
Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye
Kaise benazmi se bikhre
Hain yeh laal o gohar
Kaise benazmi se bikhre
Hain yeh laal o gohar
Aasmaan kya teri daulat
Hai lutaane ke liye
Aasmaan kya teri daulat
Hai lutaane ke liye
Raat aayi hai naya
Aaaa aaaa aaa

Raat aa
Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye
Kya hi achha hai
Yeh bachpan ka
Zamaana bhi yaha aa aa aa
Kya hi achha hai
Yeh bachpan ka
Zamaana bhi yaha aa aa aa
Kya hi achha hai
Yeh bachpan ka
Zamaana bhi yaha
Aa aa aa aa
Kya hi achha hai
Yeh bachpan ka
Zamaana bhi yaha
Mauj karne ke liye
Khelne khaane ke liye
Mauj karne ke liye
Khelne khaane ke liye
Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye
Leke aram ka paighaam
Zamane ke liye
Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye.

Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Raat Aai Hai songs download

Recent Tag : Free Raat Aai Hai songs download, Raat Aai Hai mp3 song free download, online play Raat Aai Hai mp3 song, Raat Aai Hai lyrics, Raat Aai Hai from Amrit Manthan 1934