Song Lyrics Title : Ma Ka Man Mamta Ka Mandir Song Lyrics Movie : Amba (1990) Singers : Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz Song Lyricists : Anand Bakshi Music Composer : Laxmikant Shantaram Kudalkar, Pyarelal Ramprasad Sharma Director : Mohan Kumar Music Label : T-Series
mp3 songs
Ma ka maan mamta ka mandir, maan ke andar tut gaya Ma ka maan mamta ka mandir, maan ke andar tut gaya Roye yashoda maiya, kanhiya ruth gaya Roye yashoda maiya, kanhiya ruth gaya Ma ka maan mamta ka mandir, maan ke andar tut gaya Roye yashoda maiya, kanhiya ruth gaya Roye yashoda maiya, kanhiya ruth gaya
Kuch bhi huya nikle na aansu, kuch bhi huya nikle na aansu Aaj raha na dil par kabu, pichhe mudkar dekh jara tu Pichhe mudkar dekh jara tu, dukh se tere, hath se mere Sabar ka daman chhut gaya Roye yashoda maiya, kanhiya ruth gaya Roye yashoda maiya, kanhiya ruth gaya
Shak ho to shak dur tu kar le, shak ho to shak dur tu kar le Mujhko kahi se hath se tak le, pyar bahega khun ke badle Pyar bahega khun ke badle, ye ek sach hai, ye hi sach hai Ye sach kase chhut gaya, ye sach kase chhut gaya Bas ma bas kuch aur na kahana, bas ma bas kuch aur na kahana Mushkil hoga ye dukh sahana, bhig gaye mere bhi naina Bhig gaye mere bhi naina, maf mujhe kar de tu hansh kar Maf mujhe kar de tu hansh kar Mai asvan me dub gaya, mai asvan me dub gaya....
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |