free download Mere Man Ka Bawra Panchhi From Amar Deep 1958

Song Lyrics Title : Mere Man Ka Bawra Panchhi
Song Lyrics Movie : Amar Deep (1958)
Singers : Lata Mangeshkar
Song Lyricists : Rajendra Krishan
Music Composer : Ramchandra Narhar Chitalkar
Director : T. Prakash Rao
Music Label : Saregama

mp3 songs

Mere mann kaa bawara panchchi kyo baar baar dole

Sapno me aaj kis kaa woh behke pyar dole
Mere mann kaa bawara panchchi kyo baar baar dole

Kis ke khayal me yeh najre jhuki jhuki hain

Dekho idhar bhi lab par aahe ruki ruki hain

Tum ho karar jis dil kaa
Tum ho karar jis dil kaa, wohi bekarar dole
Mere mann kaa bawara panchchi kyo baar baar dole
Mere mann kaa bawara panchchi kyo baar baar dole

Dil ko lagan hai uski mithi najar hai jiski

Ham pas hain tumhare phir dil me yad hai kis kee

Tum jo najar milao
Tum jo najar milao, dil me bahar dole
Mere mann kaa bawara panchchi kyo baar baar dole
Mere mann kaa bawara panchchi kyo baar baar dole

Kab se khade huye hain kah do toh laut jayey

Tumhe door hee se dekhen har din naa pas aaye

Ankho me zindgi bhar tak
Ankho me zindgi bhar tak, tera intjar dole
Mere mann kaa bawara panchchi kyo baar baar dole
Mere mann kaa bawara panchchi kyo baar baar dole....

Posted by : {Anamika Tyagi}

lowerbanner

Free Mere Man Ka Bawra Panchhi songs download

Recent Tag : Free Mere Man Ka Bawra Panchhi songs download, Mere Man Ka Bawra Panchhi mp3 song free download, online play Mere Man Ka Bawra Panchhi mp3 song, Mere Man Ka Bawra Panchhi lyrics, Mere Man Ka Bawra Panchhi from Amar Deep 1958