free download Subah Hoti Hai Sham From Aplam Chaplam 1961


Song Lyrics Title : Subah Hoti Hai Sham Hoti Hai
Song Lyrics Movie : Aplam Chaplam 1961
Singer(s) : Lata Mangeshkar
Music By : Chitragupta Shrivastava
Lyricist(s) : Prem Dhawan

mp3 songs


subah hoti hai sham hoti hai
jindagi yuhi tamam hoti hai
subah hoti hai sham hoti hai
jindagi yuhi tamam hoti hai

haye wo bachpan ki rangi yadgay
yaad aate hai wo din bhi bar bar
khelna phulo me titli ki tarah
daudna barkha me bijli ki tarah
roz wo gudiyo ki shadi dhum se
nachna gana galiyo me jhum ke
sang sakhiyo ke wo jhule preet ke
tal dena milke dil ke geet pe
bas yahi thi choti si dunia meri
janti thi isko hi mai jindagi
subah hoti hai sham hoti hai
jindagi yuhi kaha hoti hai

ek din utha aisa tufa nsa
dil me jaga anjana arman sa
chod ke mujhko mera bachpan gaya
khelti thi jisme wo angan gaya
dil me koi apna bahke aa gaya
ek nasha sa jindagi pe cha gaya
chand taro se bate hone lagi
dur khwabo me najre khone lagi
pyar me yu mera dil madhosh tha
hosh tha mujhko to itna hosh tha
subah hoti hai sham hoti hai
jindagi yuhi kaha hoti hai


Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Subah Hoti Hai Sham songs download

Recent Tag : Free Subah Hoti Hai Sham songs download, Subah Hoti Hai Sham mp3 song free download, online play Subah Hoti Hai Sham mp3 song, Subah Hoti Hai Sham lyrics, Subah Hoti Hai Sham from Aplam Chaplam 1961