Song Lyrics Title : Bewafa Bar Song Lyrics Movie : Annarth (2002) Singers : Adnan Sami, Preeti & Pinky Song Lyricists : Dev Kohli Music Composer : Anand Raj Anand Music Director : Anand Raj Anand Director : Ravi Dewan Music Label : Crescendo Music Starring : Gautam Rode, Preeti Jhangiani, Sanjay Dutt, Sunil Shetty, Ashutosh Rana, Tinnu Anand, Vinod Kambli, Johnny Lever
mp3 songs
Dokha mila hai pyar mein aaja Lut gaye share bazar mein aaja Dokha mila hai pyar mein aaja Lut gaye share bazar mein aaja Baj gaya takdir ka baja Gum na kar aaja Bewafa bar mein, bewafa bar mein Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Dokha mila hai pyar mein aaja Lut gaye share bazar mein aaja Baj gaya takdir ka baja Gum na kar aaja Bewafa bar mein, bewafa bar mein Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Lut gayi jo teri kholi Uth gayi mahbuba ki doli Lut gayi jo teri kholi Uth gayi mahbuba ki doli Aaj jamane ko to bole Gum na kar aaja Bewafa bar mein, bewafa bar mein Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Mili naukari chham se aana Nahi mili to gum se aana Mili naukari chham se aana Nahi mili to gum se aana Kismat ka ye khel purana Gum na kar aaja Bewafa bar mein, bewafa bar mein Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Gharwali se hua hai jhagda Ya phir gali me hua hai lafda Gharwali se hua hai jhagda Ya phir gali me hua hai lafda Hath pada hai tujhko tagda Gum na kar aaja Bewafa bar mein, bewafa bar mein Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Bhula ja sab gadbad ghotala Paiga chadale tu patiyala Bhula ja sab gadbad ghotala Paiga chadale tu patiyala Khul jayega akal ka tala Gum na kar aaja Bewafa bar mein, bewafa bar mein Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Dokha mila hai pyar mein aaja Lut gaye share bazar mein aaja Dokha mila hai pyar mein aaja Lut gaye share bazar mein aaja Baj gaya takdir ka baja Gum na kar aaja Bewafa bar mein, bewafa bar mein Bewafa bar mein, bewafa bar mein.
Posted by : {Anju}
| |